Why Eat with Right Hand? Hadiths in Urdu

Why Eat with Right Hand?

Hamesha Har Naik Kaam Daien Hath Yani Right Hand se Karain


Hadees:
Tum main se Har 1 Ko Chahiye k Daien (Right) Hath se Khaye,
Daien Hath se Piye, Daien Hath se Lay aor Daien Hath se Day Kion k Shaitan Baien Hath se Khata hay, Baien Hath se Peeta hay, Baien Hath se Deta aor Baien Hath se Leta hay
(Sunan ibne Maja,
Hadees 3266, Darja: Sahi,
Kitab ul Atimah,
Baab: Daien Hath se Khana Chahiye,
Ravi: Abu Horaira Rz.A)